If you are looking for inspirational Urdu quotes then you are at the right place. In this post, You are going to read Oscar Wilde Quotes in Urdu. His quotes are popular and mostly you read them in English.
Here you can read Oscar Wilde in Urdu. If you are not an English reader then you will definitely like this post. These words are amazingly described by him and you will love him. Read and share these quotes on Whatsapp, Facebook, and Instagram.
Oscar Wilde Urdu Sayings
Aurat ke saath zindagi basar krna mushkil hai magar aurat ke beghair zindagi basar karna zyada mushkil hai.
Insan ki zindagi itni kam hai ke wo muhabat ka haq bhi ada nahi kar skta. Jane log nafrat ke liye kahan se waqt nikal lete hain.
Makan deewaron se aur ghar makeeno se bante hain.
Agar fashion ki sar parsti aurat na karti tou hazaron darzi bhooke mar jate.
Khamoshi ikhtyar kar ke dusron ki ngah main ahmaq ban’na muhr e khamoshi torr kar ahmaqi ka saboot dene se behtar hai.
You may like: Imam Ghazali Quotes
Naseehat ka behtareen masraf ye hai ke usay suno aur aagay barha do.
Ghareeb shakhs ameer ka itna muhtaaj nahi jitna k ameer shakhs ghareeb ka. Kyunke ameer ka kaam ghareeb k beghair chal hi nahi skta.
Dost ki nakami par ghamgeen hona itna dushwar nahi jitna uski kamyabi par masroor hona mushkil hai.
Adab aur sahafat main ye farq hai ke adab koi parhta nahi aur sahafat parhne k qabil nahi.
Hum se aksar ke nazdeeq haqeeqi zindagi woh hai jisay hum khud basar nahi karte.
Oscar Wilde Quotes in Urdu Font
نصیحت کا بہترین مصرف یہ ہے کہ اسے سنو اور آگے بڑھاؤ
غریب شخص امیر کا اتنا محتاج نہیں جتنا کہ امیر شخص غریب کا. کیونکہ امیر کا کام غریب کے بغیر چل ہی نہیں سکتا
دوست کی ناکامی پر غمگین ہونا اتنا دشوار نہیں جتنا اسکی کامیابی پر مسرور ہونا مشکل ہے
ادب اور صحافت میں یہ فرق ہے کہ ادب کوئی پڑھتا نہیں اور صحافت پڑھنے کے قبل نہیں
ہم میں سے اکثر کے نزدیک زندگی وہ ہے جسے ہم خود بسر نہیں کرتے
واصف علی واصف کے اقوال پڑھیں
مکان دیواروں سے اور گھر مکینوں سے بنتے ہیں
اگر فیشن کی سر پرستی عورت نہ کرتی تو ہزاروں درزی بھوکے مر جاتے
خاموشی اختیار کر کے دوسروں کی نگاہ میں احمق بننا مہر خاموشی توڑ کر احمقی کا ثبوت دینے سے بہتر ہے
عورت کے ساتھ زندگی بسر کرنا مشکل ہے لیکن عورت کے بغیر زندگی بسر کرنا زیادہ مشکل ہے
انسان کی زندگی اتنی کم ہے کہ وہ محبت کا حق ادا نہیں کر سکتا. جانے لوگ نفرت کے لئے کیسے وقت نکال لیتے ہیں
***********************
Mashallah bahut khub