Top 15 Wasif Ali Wasif Quotes of All Time

Exlazy Team

Urdu quotes and words are a great source of knowledge and inspiration. People who speak Urdu like to read quotes in Urdu. In this post, You will read Wasif Ali Wasif quotes and sayings. This list is selected from his popular books & programs.

His unique way of writing attracts the reads. You can learn a lot from these quotes. If you are looking for inspirational Urdu quotes then you are at the right place. Read and share these wise words on Whatsapp, Facebook, and Instagram.

Wasif Ali Wasif Sayings

مقصد مر جائے تو انسان مر جاتا ہے
Maqsad mar jaye tou insan mar jata hai.

لامحدود آرزوئیں محدود زندگی کو عذاب بنا دیتی ہیں 

La-mehdood aarzouen mehdood zindagi ko aazab bana deti hain.

اگر انسان کی شکل بہتر ہے تو اس میں اس کا اپنا کیا کمال ہے. انسان میں انسان کا اپنا کیا ہے؟
Agar insan ki shakal behtar hai tou is main is ka apna kya kamal hai. Insan main insan ka apna kya hai?

پریشانی حالات سے نہیں خیالات سے پیدا ہوتی ہے 

Pareshani halaat se nahi khyalat se paida hoti hai.

اس دنیا میں انسان نہ کچھ کھوتا ہے نہ پاتا، وہ تو صرف آتا ہے اور جاتا ہے 

Is dunia main insan na kuch khota hai na paata, wo tou sirf aata hai aur jata hai.

You may also like: Imam Ghazali Quotes

حالات اور وقت کی تبدیلیوں سے بدلنے والے تعلقات سے بہتر ہےکہ انسان تنہا رہے
Halaat aur waqt ki tabdeeliyon se badlne wale taluqat se behtar hai ke insan tanha rahe.

تسلیم کے بعد تحقیق تباہ کر دیتی ہے 

Tasleem ke baad tehqeeq tabah kar deti hai.

Wasif Ali Wasif Quotes in Urdu

بہترین کلام وہی ہے جس میں الفاظ کم اور معنی زیادہ ہوں

Behtareen kalaam wohi hai jis main alfaaz kam aur ma’ani zyada hon.

اصل ترقی یہ ہے کہ زندگی بھی آسان ہو اور موت بھی مشکل نہ رہے 

Asal taraqi ye hai k zindagi bhi asan ho aur moat bhi mushkil na rahe.

سکون کے لیے ضروری ہے کہ یا تو خواہش کم کی جائے یا صلاحیت بڑھائی جائے 

Sakoon k liye zaroori hai ke ya tou khawaish kam ki jaye ya salahiat barhai jaye.

زمین کے سفر میں اگر کوئی چیز آسمانی ہے تو وہ محبت ہی ہے 

Zameen ke safar main agar koi cheez aasmani hai tou wo muhabat hi hai.

محبت دو روحوں کی نہ ختم ہونے والی باہمی پرواز ہے 

Mohabat do roohon ki na khatam hone wali bahmi parwaz hai.

You might also like: Islamic Urdu Sayings

ہمیں اپنے آنسو مقدس نظر آتے ہیں لیکن دوسروں کے آنسو ہمیں مگرمچھ کے آنسو نظر آتے ہیں 

Hamain apne aanso muqadas nazar aty hain lekin dusron ke aanso hamen magrmach ke aanso nazr aty hain.

جو آدمی کو پسند ہے اسے حاصل کرے یا پھر جو اسے حاصل ہے اسے پسند کرے 

Jo aadmi ko pasand hai usay haasil kare ya phir jo isay hasil hai usy pasand kare.

سب کا دوست کسی کا دوست نہیں 

Sab ka dost kisi ka dost nahi.


************************

Top 15 Wasif Ali Wasif Quotes of All Time



About the Writer

Wasif Ali Wasif (واصف علی واصف ) is a great name among writers and philosophers. He is famous for literary work. He was born on 15 January 1929 in District Khushab, Pakistan. He has written numerous books and columns. He was also a teacher and poet. 
These Wasif Ali Wasif quotes in Urdu are selected from his popular literature work. All of them full of wisdom and advice. If you like the post share it with your friends.

0 thoughts on “Top 15 Wasif Ali Wasif Quotes of All Time”

Leave a Comment