The Best of Qateel Shifai Poetry 2 Line

Exlazy Team

For poetry lovers, I have selected the best 2 lines Urdu Sher from Qateel Shifai Poetry & Shayari. Poetry is the best way to describe your emotions. When it comes to emotions you can find marvelous emotional poetry in Urdu. In a few words, you can describe your whole situation and all of your feeling to anyone.

That’s why many people search for 2 lines of poetry. In this post, you will read the famous two lines Urdu poetry by Qateel Shifai in Urdu text. You can choose your favorite Sher and share on Whatsapp status or Facebook.

Two Lines from Qateel Shifai Poetry

صدمہ تو ہے مجھے بھی کہ تجھ سے جدا ہوں میں
لیکن یہ سوچتا ہوں کے اب تیرا کیا ہوں میں

Sadma tou hai mujhe bhi k tujh se juda hon main
Lekin ye sochta hoon ke ab tera kya hon main
____________________________

دنیا میں قتیل اس سے منافق نہیں کوئی
جو ظلم تو سہتا ہے بغاوت نہیں کرتا

Duniya main Qateel us se munafiq nahi koi
Jo zulm to sehta hai baghawat nahi karta
____________________________

خوب روئے چھپ کے گھر کی چار دیواری میں ہم
حال دل کہنے کے قابل کوئی ہمسایہ نہ تھا

Khoob roye chup ke ghar ki chaar deewari main hum
Haal-e-dil kehne ke qabil koi hamsaya na tha
____________________________

کیا لینا اس گرگٹ جیسی دنیا سے
آئے رنگ نظر جسکا ہر بار جدا

Kya lena is girgat jesi dunai se
Aaye rung nazar jiska har baar juda
____________________________

میرے غمگین ہونے پر احباب ہیں یوں حیران قتیل
جیسے میں پتھر ہوں میرے سینے میں جذبات نہیں

Mere ghamgeen hone pr ehbaab hain yun hairaan Qateel
Jaise main pathar hoon mere seene main jazbaat nahi

If you are a lover of poetry you might also like Atiq Ur Rehman Safi Poetry.





کیوں بخش دیا مجھ سے گناہگار کو مولا
منصف تو کسی سےبھی ریاعت نہیں کرتا

Kyun bakhsh dia mujh se gunahgar ko Maula
Munsaf to kisi se bhi riayet nahi karta
____________________________

کچھ ایسے دوست بھی میری نگاہ میں ہیں قتیل
کہ مجھکو باز رکھیں جس سے ، خود اسی پہ مریں

Kuch aise dost bhi meri nigaah main hain Qateel
Ke mujhko baaz rakhen jis se, khud usi pe maren
____________________________

مجھ کو اپنے دیس کی مٹی کافی ہے
کیا رکھا ہے نسلوں اور زبانوں میں

Mujhko apne des ki mitti kaafi hai
Kya rakha hai naslon aur zubaano main
____________________________

مل بھی لیتے ہیں گلے وہ اپنے مطلب کے لئے
آ پڑے مشکل تو نظریں بھی چرا لیتے ہیں  لوگ

Mil bhi lete hain gale wo apne matlab k liye
Aa pare mushkil tou nazrain bhi chura lete hain log
____________________________

یہ ٹھیک ہے کے نہیں مرتا کوئی جدائی میں
خدا کسی سے کسی کو مگر جدا نہ کرے

Ye theek hai k nahi marta koi judai main
Khuda kisi se kisi ko magar juda na kare

You might also like this beautiful collection of Parveen Shakir Poetry.


سمجھو وہاں پھلدار شجر کوئی نہیں ہے
وہ صحن کے جس میں کوئی پتھر نہیں گرتا

Samjho wahan phaldaar shajar koi nahi hai
Wo sehan ke jis main koi pathar nahi girta
____________________________

بھیک میں بھی مانگو تو کوئی پیار نہ ڈالے جھولی میں
بن مانگے مل جاتے ہیں رسوائی کے سامان یہاں

Bheek main bhi maango tou koi pyar na daale jholi main
Bin maange mil jate hain ruswaai ke saaman yahan
____________________________

احباب پوچھتے ہیں بڑی سادگی کے ساتھ
میں اب کے سال عید مناؤں گا کس طرح

Ehbaab poochte hain bari saadgi ke saath
Main ab ke saal eid manaon ga kis tarah?
____________________________

نہیں کرتی یہ کسی سے بھی وفا
زندگی ہے کہ طوائف کوئی

Nahi karti ye kisi se bhi wafa
Zindagi hai ke tawaif koi
____________________________

کس نے دیا ہے سدا کسی کا ساتھ قتیل
ہو جانا ہے سب کو آخرکار جدا

Kis ne dia hai sada kisi ka saath Qateel
Ho jaana hai sabko akhirkar juda

*****************************

The Best of Qateel Shifai Poetry 2 Line

About the Poet

I hope you have enjoyed this beautiful collection of Qateel Shifai Poetry & Shayari in Urdu fonts and Roman Urdu. Now read the short introduction of the poet.

Qateel Shifai (قتیل شفائی ) was a great poet of the 20th century. His name was Muhammad Aurangzeb. He was a popular Urdu language poet from Pakistan. He was born on 24 Dec 1919 and died on 11 July 2001 at the age of 81.

He wrote hundreds of Ghazals and song lyrics for both the Indian and Pakistani film industry. His poetry has been translated into several languages.

He wrote songs for almost 201 films. He received Pride of Performance by the Pakistani government for his great contribution in Urdu literature. His poetry is still popular in Pakistan and all around the world.

 You can share these couplets on Whatsapp & Facebook or any other social media account. If you like this post don’t forget to share it with your friends. And tell me in the comments which Sher you like the most. You can also paste your poetry here. Thanks for Visiting.

Leave a Comment